Umrao Jaan – Inn Aankho Kee Mastee Ke Song Lyrics

Umrao Jaan is a 1981 classic film produced and directed by Muzaffar Ali made from an Urdu novel Umrao Jaan Ada by Murza Hadi Ruswa. The film is based on the famous courtesan of Lucknow by the same name. The film starred Rekha, Farooq Shaikh, Naseeruddin Shah, Raj Babbar, Satish Shah, Shaukat Kaifi, and Dina Pathak in lead roles. Rekha received National Film Award for Best Actress for her role.

Album: Umrao Jaan

Song: Inn Aankho Kee Mastee Ke


Lyrics

Inn aankho kee mastee ke aah aah aah aah
Inn aankho kee mastee ke (mastaane hajaaro hain -2)
Inn aankho se vabasta
Inn aankho se vabasta (afsaane hajaaro hain -2)
Inn aankho kee mastee ke
Ek tum hee nahee tanha aah aah
Ek tum hee nahee tanha (ulfat me meree rusva -2)
Iss shaher me tum jaise
Iss shaher me tum jaise (divaane hajaaro hain -2)
Inn aankho kee mastee ke mastaane hajaaro hain
Inn aankho kee mastee ke aah aah aah
Ek sirf hamee mai ko, ek sirf hamee
Ek sirf hamee mai ko (aankho se pilaate hain -2)
Kehne ko toh duniya me
Kehne ko toh duniya me (maikhaane hajaaro hain -2)
Inn aankho kee mastee ke mastaane hajaaro hain
Inn aankho kee mastee ke
Iss shamme faroja ko aah aah
Iss shamme faroja ko (aandhee se daraate ho -2)
Iss shamme faroja ke
Iss shamme faroja ke (parvaane hajaaro hain -2)
Inn aankho kee mastee ke mastaane hajaaro hain
Inn aankho se vabasta (afsaane hajaaro hain -2)
Inn aankho kee mastee ke……….