Umrao Jaan – Zindagi Jab Bhi Teri Bazm Mein Song Lyrics

Umrao Jaan is a 1981 classic film produced and directed by Muzaffar Ali made from an Urdu novel Umrao Jaan Ada by Murza Hadi Ruswa. The film is based on the famous courtesan of Lucknow by the same name. The film starred Rekha, Farooq Shaikh, Naseeruddin Shah, Raj Babbar, Satish Shah, Shaukat Kaifi, and Dina Pathak in lead roles. Rekha received National Film Award for Best Actress for her role.

Album: Umrao Jaan

Song: Zindagi Jab Bhi Teri Bazm Mein


Lyrics

Zindagi jab bhi teri bazm mein laati hai hamen
Ye zamin chand se behatar nazar aati hai hamen

Surkh phulon se mahak uthati hain dil ki rahen
Din dhale yun teri aawaz bulaati hai hamen

Yaad teri kabhi dastak kabhi saragoshi se
Raat ke pichhale prahar roz jagaati hai hamen

Har mulaqat ka anjaam judai kyun hai
Ab to har vaqt yahi baat satati hai hamen