Vaastav: The Reality – Tere Pyar Ne (Female Version) Song Lyrics

Music By : Jatin-Lalit
Singers : Kavita Krishnamurthy
Female : Tere pyar ne sanam jadu kya kar diya

Ha tere pyar ne sanam jadu kya kar diya

Jane kaisa nasha cha raha

Tere pyar ne sanam jadu kya kar diya

Jane kaisa nasha cha raha

Tere pyar ne sanam jadu kya kar diya
Female : Jhumti hawao batao jara mai kaha hu

Jhumti hawao batao jara mai kaha hu

Chedti fizao samjhao jara

Anjane hi mujhe kya hua

Tere pyar ne sanam jadu kya kar diya

Ha tere pyar ne sanam jadu kya kar diya
Female : Bajuo me aake ye mujhko laga sharam kya hai

Bajuo me aake ye mujhko laga sharam kya hai

Na kabhi ye pahle tha mujhko pata

Haan tune hamnawa kya kiya

Tere pyar ne sanam jadu kya kar diya

Tere pyar ne sanam jadu kya kar diya

Jane kaisa nasha cha raha

Tere pyar ne sanam jadu kya kar diya

Ha jadu kya kar diya

Ho jadu kya kar diya