Vachan – Iss Jahan Me Hame Aise Jina Pada Song Lyrics

Vachan is a 1955 film with ranges of emotions that often happen in peoples’ lives belonging to the lower-middle class. It had Rajendra Kumar, Geeta Bali, Balraj Sahni and Madan Puri in lead roles. It was the first film for composer and music director, Ravi, and Rajendra Kumar with a meaty role. The film won two Filmfare Award nominations.

Album: Vachan

Song: Iss Jahan Me Hame Aise Jina Pada


Lyrics

Iss jahan me hame aise jina pada
Aansuo ko bhee has has ke pina pada – (2)
Iss jahan me hame
(Gham dekhe kayee jakhm khaaye kayee
Yu toh iss dil me tufaan aaye kayee) – (2)
Yu toh iss dil me tufaan aaye kayee
Umrr bhar phir bhee honto ko sina pada – (2)
Aansuo ko bhee has has ke pina pada
Iss jahan me hame……..

Jindagee apanee barbaad ho ke katee – (2)
Kabhee hans ke katee, kabhee roke katee – (2)
Yuhee jite rahe yuhee jina pada – (2)
Aansuo ko bhee has has ke pina pada
Iss jahan me hame aise jina pada
Aansuo ko bhee has has ke pina pada
Iss jahan me hame……..