Vardi – Wah Wah Kya Kamar Hai Song Lyrics

The movie was directed by Umesh Mehra, featuring Sunny Deol, Madhuri Dixit, Jackie Shroff and Dharmendra. The movie was released on 6th of January 1989 to high positive reviews. The songs of this movie were composed by Anu Malick and were very popular among the audience at that time.

Album: Vardi

Song: Wah Wah Kya Kamar Hai


Lyrics

Uf uf kya mal hai yaar kya mal hai
Kya chal hai apna bura hal hai bhai
Pata dal pata dal magar kaise
Arey filmi hiro ke mafikas siti mar aur gus ja
Arey siti mar aur ghus ja ghus
Aye wah wah kya kamar hai hey toba kya nazar hai
(Arey wah wah kya kamar hai toba kya nazar hai
Patli kamar ne tirchhi nazar ne – 2
Haye meri jaan li kya tujhko khabar hai
Aye wah wah kya kamar hai) – (2)
Wah wah kya kamar hai toba kya nazar hai

Aawara lofar mawali na na na madam
Mai aapka hiro lover fighter writer
Hey maine likhi ek kahani naam hai iska
Haye jawani tera pichha kaise chhodu
Mai hu pyasa tu hai pani
Bas ye samjh le mai pani me
Bas ye samjh le mai pani me aag lgane aaya hu
Wah wah kya kamar hai toba kya nazar hai
Aye wah wah kya kamar hai toba kya nazar hai
Aau arey bap kya hath hai
Bapu ye din hai ke raat hai
Arey munna aisi thode prem kahani kahte hai
Khud ko raja usko rani kahte hai

Har dil wala naam hai kala is nagin ko das na jaye
Mere badle koi duja tere dil me bas na jaye
Tere dil pe apne naam ki
Tere dil pe apne naam ki mohar lagne aaya hu
Wah wah kya kamar hai toba kya nazar hai
Arey wah wah kya kamar hai toba kya nazar hai
Phir padi mai kaha hu
Abhi tak to aap hamari god me hai wo kaha hai

Daye baye upar niche tere pichhe bhaga hu mai
Julfo jaisi lambi kali kitni rate jaga hu mai
Teri aankho se mai teri
Teri aankho se mai teri nind churane aaya hu
Wah wah kya kamar hai arey toba kya nazar hai
(Aye wah wah kya kamar hai toba kya nazar hai
Patli kamar ne tirchhi nazar ne – 2
Haye meri jaan li kya tujhko khabar hai
Wah wah kya kamar hai) – (2)
Wah wah kya kamar hai toba kya nazar hai