Veer Zaara – Jane Kyu Khwabo Ka Mausam Hai Song Lyrics

Veer-Zaara is a love story set against the backdrop of India-Pakistan conflict. It is a romantic story of an Indian Air Force pilot and a Pakistani girl from a rich and influential political family of Lahore. The film recorded momentous welcome in India, Pakistan and other overseas market. It was directed by Yash Chopra in 2004 and starred Shahrukh Khan, Preity Zinta, and Rani Mukherjee in lead roles. The critics praised the film like they have been waiting for years to write something better about a film. Further, Javed Akhtar’s lyrics, and music from unused composition of late Madan Mohan added to the magic of the film.

Album: Veer Zaara

Song: Jane Kyu Khwabo Ka Mausam Hai


Lyrics

Jane kyu khwabo ka mausam hai aur mai hu
Mausam hai aur mai hu
Jane kyu yado ki shabnam hai aur mai hu
Shabnam hai aur mai hu
Yade layi hai khushiya bhi aansu bhi
Jane kyu ik aisa sangam hai aur mai hu
Sangam hai aur mai hu

Barse jo rang itne sare rangin huwe sab nazare – 2
Lekin mera dil kahi bhi lagta nahi bin tumhare
Tumko bas tumko dil dhundhe dil mange
Jane kyu har lamha ye sitam hai aur mai hu
Ye sitam hai aur mai hu
Jane kyu khwabo ka mausam hai aur mai hu
Mausam hai aur mai hu

Ye vadi ab so gayi hai kohre me hi kho gayi hai – 2
Sari fiza sans roke gumsum si ab ho gayi hai
Sari duniya me ab koyi nahi jaise
Jane kyu bas mera hamdam hai aur mai hu
Hamdam hai aur mai hu
Jane kyu yado ki shabnam hai aur mai hu
Shabnam hai aur mai hu
Yade layi hai khushiya bhi aansu bhi
Jane kyu ik aisa sangam hai aur mai hu
Sangam hai aur mai hu
La la la la la la la
Hmm hmm hmm aur mai hu