Vinashak – Tu Vinashak Hai Song Lyrics

Vinashak is a 1998 film directed by Ravi Dewan, who is also an acclaimed action director. As such, the film indeed has several dramatic action sequences. It starred Sunil Shetty, Raveena Tandon, Danny Denzongpa, Alok Nath, Mohan Joshi, and Om Puri in lead roles. The plot is about exposing a corrupt jailer believed to be involved in a crime of weapon trading. An upright inspector is selected for the mission who will land in the prison as a convict. However, the commissioner and partner in crime of the jailer frames him under the charge of killing the ACP.

Album: Vinashak

Song: Tu Vinashak Hai


Lyrics

Vinashak vinashak
Zulmo ka bhuchal yaha jab aa jata hai
Baato ka jab vikaral rup chha jata hai
Jab jab dharti par adharm ka tandav hota hai
Ho kar lachar jab yaha majhab rota hai
Tab zulm ka karane nash tab paap ka karne vinash vinashak aata hai
Paap ka zulm ka tu vinashak hai
Ha vinashak tu hai isme kya shaq hai
Tu vinashak hai

Vinashak vinashak vinashak vinashak
Aadmi hi haivan yaha jab ban jata hai
Isan hi jab shaitan yaha ban jata hai
Aatank se hahakar jab mach jata hai
Darti hai zami aakash bhi jab tharrata hai
Haivan ka karne nash shaitan ka karne vinash vinashak aata hai
Har aatank ka tu vinashak hai
Ha vinashak tu hai isme kya shaq hai
Tu vinashak hai
Ha vinashak tu
Tu vinashak hai

Vinashak vinashak vinashak vinashak
Chehre par jab zulm ka chehra chadh jata hai
Aatank darido ka jab jab badh jata hai
Kanun ka jab rakshak jab bhakshak ban jata hai
Har dusht ka daman pap se jab bhar jata hai
Chehre se pardafash zalim ka karne vinash vinashak aata hai
Pap ka zulm ka tu vinashak hai
Har aatank ka tu vinashak hai – 2
Ha vinashak tu hai isme kya shaq hai
Tu vinashak hai
Ha vinashak tu tu vinashak hai – 2
Tu vinashak hai