Vishwas (1943) – Gaa Ban Ke Panchi Ga Song Lyrics

This yesteryear Bollywood movie was directed by Mr Homi Wadia under his banner of Wadia Movietone. The star cast for the film is inclusive of Mehtab, Nayampally, Gulab, Sulochana Chatterjee, Himalayawala, Trilok Kapoor and Surendra in pivotal roles. The music composition for the songs of the film is done by Feroz Nizami along with Chhelal.

Album: Vishwas (1943)

Song: Gaa Ban Ke Panchi Ga


Lyrics

(Gaa ban ke panchi ga
Ban ke panchi ga) – (2)

Koi anokha rag suna de – 2
Pani me bhi aag laga de – 2
Pagal is dunia ko bana de – 2
Ga aur gaye ja – 2
Gaaa
Gaa ban ke panchi ga
Ban ke panchi ga

Chup kyu ho gayi ban ki rani – 2
Tune meri bat na mani – 2
Suna wahi phir rut suhani – 2
Mai kahta hu ga – 2
Gaa ban ke panchi ga
Ban ke panchi ga

Ped tu rashta roke kyu
Aye ped tu rashta roke kyu
Hai kya tu pagal ya majnu hai
Kya tu pagal ya majnu hai
Itna tujhko agar junun hai – 2
Dunga sar katwa – 2
Gaa ban ke panchi ga
Ban ke panchi ga

Saukh nadi tu kyu bahti hai – 2
Bekal kiske liye rahti hai – 2
Jald bata tu kya kahti hai – 2
Payegi warna saja – 2
Gaa ban ke panchi ga
Ban ke panchi ga