Wafaa – Sargarmiyaan Ho Song Lyrics

Wafaa is a comeback movie for Rajesh Khanna released in 2008. It was directed by Rakesh Sawant and written by Shahad Allahabadi. It was released on 19 December, 2008. It failed due to lack of direction and weak storyline. Even the music was nothing to be mentioned about despite noted playback singers lent their voices.

Album: Wafaa

Song: Sargarmiyaan Ho


Lyrics

(Sargarmiyaan saanson mein hai o hamnava kis kadar – (2)
Bhatkaav par dil hai mera, baahon mein aa humsafar
Sargarmiyaan ho….. sargarmiyaan ho…..) – (2)

Aankhon mein kuchh likha hai, padh jara le woh deewaane
Yeh berukhi hai kis liye, aa jaa baahon mein
Chaahat ke ban jaane de, banate hai jo fasaane
Dil na jala jaane wafa aa ja baahon mein
Sargarmiyaan ho….. sargarmiyaan ho…..
Sargarmiyaan saanson mein hai o hamnava kis kadar – (2)
Bhatkaav par dil hai mera, baahon mein aa humsafar
Sargarmiyaan ho….. sargarmiyaan ho…..

Raks hai dil mein barma sa, lamha yeh kaisa aaya
Dil ka mere aalam yeh, pehale toh na tha
Sar se lekar paanv tak, kaisa nasha hai chhaaya
Aisa mera haal kabhi pehale toh na tha
Sargarmiyaan ho….. sargarmiyaan ho…..
Sargarmiyaan saanson mein hai o hamnava kis kadar – (2)
Bhatkaav par dil hai mera, baahon mein aa humsafar
Sargarmiyaan ho….. sargarmiyaan ho…..