Wajahh : A Reason to Kill – Wada Yeh Kar Sathiya Song Lyrics

Singers : Anand Raj Anand and Shreya Ghoshal
Music by : Anand Raj Anand
Female : Wada ye kar sathiya

Wada ye kar sathiya

Saato janam sath ho

Sanam hum tum… tum aur hum

Sanam hum tum
Female : Wada ye kar sathiya

Wada ye kar sathiya

Saato janam sath ho

Sanam hum tum… tum aur hum

Sanam hum tum
Female : Mujhko baho me tum bar lo

Yuhi na raat dhal jaye

Mujhko baho me tum bar lo

Yuhi na raat dhal jaye

Kahi ek pal me mausam ka

Irada na badal jaye
Female : Dil ne mujhe kah diya

Maine bhi sun liya

O dil ne mujhe kah diya

Maine bhi sun liya

Saato janam sath ho

Sanam hum tum… tum aur hum

Sanam hum tum
Male : Hey ey…

Wada ye kar sathiya

Wada ye kar sathiya

Saato janam sath ho

Sanam hum tum… tum aur hum

Sanam hum tum
Female : Meri aagosh me aa ja

Mitta de duriya dilbar

Meri aagosh me aa ja

Mitta de duriya dilbar

Tu mujhse dur jaye to

Bojh padta hai is dil per
Female : Tumko diya hai jiya

Tumko kaha hai piya

Tumko diya hai jiya

Tumko kaha hai piya

Saato janam sath ho

Sanam hum tum… tum aur hum

Sanam hum tum
Male : Hey wada ye kar sathiya

Wada ye kar sathiya

Saato janam sath ho

Sanam hum tum… tum aur hum

Sanam hum tum…