Wapas – Aai Baharon Ki Shaam Song Lyrics

Wapas is a 1969 family drama film directed by Satyen Bose. It starred Shekhar Purohit, Azra, Jankidas, Leela Mishra and Satyajeet in pivotal roles. The film’s music was composed by Laxmikant Pyarelal. It is noted for Majrooh Sultanpuri’s lyrics sung by Mohammad Rafi and Lata Manageshkar that goes as “Ek Tera Saat Humko Do Jahaan Se Pyaara Hai.”

Album: Wapas

Song: Aai Baharon Ki Shaam


Lyrics

Aai baharon ki sham, kya jaane, phir kiske naam,
Tandi hawa, bheegi fiza, laayi hai phir, kiska salaam

Sitaron ne bandha gagan par, sama jaise khilte gulon ka,
Sunsaan sapnon bhari vadiyon mein, chandnise sajhe raaston ka,
Ghata ne kiya intazaam, kya jaane, phir kiske naam,
Aai baharon ki shaam..

Mein gaata hun kis dilruba ki, mohobbat ki rangeen taraane,
Kaun aanewala hai tanhaaiyon mein, chupke chupke yeh dil mein na jaane,
Dhadaktha hai kiska payaam, kya jaane, phir kiske naam,
Tandi hawa, bheegi fiza, laayi hai phir, kiska salaam,

Aai baharon ki shaam, kya jaane, phir kiske naam,
Aai baharon ki shaam..