Waqt – Waqt Se Din Aur Raat Song Lyrics

Waqt is a 1965 classic film directed by Yash Chopra. It had an ensemble star cast that included Raj Kumar, Sunil Dutt, Shashi Kapoor, Sadhana, Balraj Shani, Sharmila Tagore, Achala Sachdev and Rehman. Its success paved the way for multi-starrer star cast film in later years. It deals with a family separated by natural disasters and reunites after going through lots of changes in their lives. The film is also remembered for its dialogues, and songs.

Album: Waqt

Song: Waqt Se Din Aur Raat


Lyrics

Kal jaha basti thi khusiya
Aaj hai matam vaha
Waqt laya tha bahar
Waqt laya hai sijan

(Waqt se din aur raat
Waqt se kal aur aaj
Waqt ki har shai gulam
Waqt ka har shai pe raj) – (2)

(Waqt ki gardis se hai
Chand taro ka nisan) – (2)
Waqt ki thokar me hai
Kya hukumat ka samaj – 2
Waqt se din aur raat
Waqt se kal aur aaj
Waqt ki har shai gulam
Waqt ka har shai pe raj

(Waqt ki paband hai
Aati jati raunake) – (2)
Waqt hai phulo ki sej
Waqt hai kanto ka taj – 2
Waqt se din aur raat
Waqt se kal aur aaj
Waqt ki har shai gulam
Waqt ka har shai pe raj

(Aadmi ko chahiye
Waqt se dar kar rahe) – (2)
Kaun jane kis ghadi
Waqt ka badle mizaj
Waqt se din aur raat
Waqt se kal aur aaj
Waqt ki har shai gulam
Waqt ka har shai pe raj