War Chhod Naa Yaar – Main Jaagun Aksar Song Lyrics

Main Jaagun Aksar Lyrics from War Chhod Naa Yaar: One of the best songs from War Chhod Na Yaar music album. The song is sung by Javed Ali, Shreya Ghoshal & Ali Aslam.


Teri aankhein keh gayi, keh gayi
Teri aankhein keh gayi, keh gayi Teri aankhein keh gayi
Teri aankhein keh gayi
Aa.. haa.. Teri aankhein keh gayin
Teri aankhein keh gayin
Aankhon se na jaane kya
Neend naa aaye raaton mein
Raaton mein…
Main jaagun aksar
Main jaagun aksar
Main jaagun aksar
Main jaagun aksar
Arey chal gaya kaskar
Tera jaadu mujh par Main jaagun aksar
Main jaagun aksar
Arey chal gaya kaskar
Tera jaadu mujh par Teri aankhein keh gayi, keh gayi
Teri aankhein keh gayi, keh gayi Ho.. kya cheez mujh mein bhaati hain tujhko
Woh pehle pahel tune kahan tha
Dekhun tujhe jaan, jaan mein hai jaan aati
Teri baat sunkar ye maine kahan thaa Chalo jaao chodo na baatein banao
Bhala maine kab ye kab ye kaha Tang na kar teri nazron se, nazron se..
Arey ab to bas kar
Arey ab to bas kar
Arey chal gaya kas-kar
Tera jaadu mujh par
Main jaagun aksar
Main jaagun aksar
Arey chal gaya kas-kar
Tera jaadu mujh par Mujhe tang karke, mera dil jala ke
Mohabbat bhi karte ho, meri tarah se O ho..
Teri hi liye to dhadkata hai ye dil
Baatein hi karte ho kuch is adaa se Shayad mohabbat mein khata kar gaya hoon
Mujhe maaf kar do, mujhe maaf kar do
Naag gaye teri zulfon ke haay, Zulfo ke..
Arey mujhko das kar
Arey mujhko das kar
Arey chal gaya kas kar
Tera jaadu mujh par
Main jaagoon aksar
Main jaagoon aksar
Arey chal gaya kas kar
Tera jaadu mujh par Teri aankhein keh gayi.. (x4) Aankhon se naa jaane kya
Neend na aaye raaton mein
Raaton mein, raaton mein.. Main jaagun aksar
Main jaagun aksar
Arey chal gaya kaskar
Tera jaadu mujh par Main jaagun aksar
Main jaagun aksar
Arey chal gaya kash kar
Tera jaadu mujh par


Singer: Javed Ali, Shreya Ghoshal, Ali Aslam

Lyricist: Azeem Shirazi

Music: Aslam Keyi