Wardat – Sara Jaha Chhod Ke Song Lyrics

This Bollywood movie was released in the year 1981 and is a sequel to the film “Suraksha.” This is on the lines of Bond movies wherein the lead hero is named “Gunmaster G9.” The lead role is played by Mithun Chakraborty along with Jagdeep, Kajal Kiran, Shakti Kapoor, Iftekhar and Kalpana Iyer playing the supporting characters. The music composition for the songs of the film is done by Mr Bappi Lahiri.

Album: Wardat

Song: Sara Jaha Chhod Ke


Lyrics

Sara jaha chhod ke tujhe maine salam kiya hai
Tune bhi kya aisa koi kam kiya hai
Maine to khud apna jina haram kiya hai
Jis din se hath tera tham liya hai
Sara jaha chhod ke tujhe maine salam kiya hai
Tune bhi kya aisa koi kam kiya hai

(Tu chahe pyar na kar
Mai to tujhe hi chahungi
Jaha bhi tu jayega
Pichhe pichhe aaungi) – (2)

Mujhko pana hai to mera pichha chhod de
Sara jaha chhod ke tujhe maine salam kiya hai
Tune bhi kya aisa koi kam kiya hai
Maine to khud apna jina haram kiya hai
Jis din se hath tera tham liya hai

Haye (meri to adat hai ise use dil dene ki
Or koi meri bani to phir tu kya kar legi) – (2)
Jogan banke gali gali me gana gaungi

Maine to khud apna jina haram kiya hai
Jis din se hath tera tham liya hai
Sara jaha chhod ke tujhe maine salam kiya hai
Tune bhi kya aisa koi kam kiya hai
O tham liya hai o kam kiya hai