Wedding Pullav – Oh Jaaniya Song Lyrics

Album: Wedding Pullav

Song: Oh Jaaniya


Lyrics

Soch me hun jara ye kya ho gaya
Lag raha hai mujhe sab naya naya
(Oh janiya…
Haal ye kaisa hai ishq ke jaisa hai
Tune mujhe kya kar diya) – 2

Ched gaya aap hi tu wo saaj hai
Khul gaya aap hi tu wo raaz hai
(Oh janiya…
Haal ye kaisa hai ishq ke jaisa hai
Tune mujhe kya kar diya) – 2

Jaise hoton pe halki si aayi hassi lekin
Aankhe ye geeli ho tu hai wo aansu janiya..
Ohh.. jaise nadan hu haira hu thoda paresha hu
Samjhau kya khud ko has du ya ro du janiya
Ha.. jaage inn khwaishon ko kaise me sulau janiya..
Ha ha job hi ho raha hai kaise me chupau janiya..
(Oh janiya…
Haal ye kaisa hai ishq ke jaisa hai
Tune mujhe kya kar diya) – 2