Well Done Abba – Rahiman Ishq Ka Dhaaga Re Song Lyrics

This political satire is directed by the legendary Shyam Benegal and stars Boman Irani, Sameer Dattani and Minissha Lamba in the lead roles. The movie is a remake of Marathi movie “Jau Tithe Khau.” Winning the best film of social issues National award, the film is a must watch.

Album: Well Done Abba

Song: Rahiman Ishq Ka Dhaaga Re


Lyrics

Rahiman ishq ka dhaaga re
Kab hu mat chatkaana re – (2)
Chatak jaaye judana mushkil
Jude gaath pari jaana re – (2)
Rahiman ishq ka dhaaga re – (2)
Tana na dinna dinna tana na dinna dinna…..

Khade sab ishq ke hai dwaare, raaja rank sabhi haare
Ishq ki bhulbhulaiya mein bhatak rahe aalim hai saare
Koyi kahe ishq samandar hai, koyi kahe behad sundar hai
Koyi kahe dil ke baahr hai, koyi kahe dil ke andar hai
Jo tera wohi skandar hai, (dubake hamane jaana re -3)
Rahiman ishq ka dhaaga re
Kab hu mat chatkaana re – (2)
Chatak jaaye judana mushkil
Jude gaath pari jaana re – (2)
Rahiman ishq ka dhaaga re – (2)
Tana na dinna dinna tana na dinna dinna…..

Ishq fitrat se fakkad hai, ishq mein hadbad gadbad hai
Ishq ghar shehar ko bhule hai, ishq toh mahabhullakad hain
Ishq ka chaand sa hai mukhada, ishq kaleje ka tukada
Ishq toh saanson ki dori, ishq toh dil ka hai dukhada
Ishq se juda na hona re, (ishq ko na thukaraana re -3)
Ho rahiman ishq ka dhaaga re
Kab hu mat chatkaana re – (2)
Chatak jaaye judana mushkil
Jude gaath pari jaana re – (2)
Rahiman ishq ka dhaaga re – (2)
Tana na dinna dinna tana na dinna dinna..(rahiman ishq ka dhaaga re)