Woh Din Yaad Karo – Mohabbat Ki Kahaniya Sunane Lagi Hai Song Lyrics

This Bollywood movie was released in the year 1971 and was directed by Mr K.Amarnath. The star cast for the film is inclusive of Nanda and Sanjay Khan in the lead roles along with Shashikala, Tun Tun, Mehmood, Dhumal, Wasti, Madan Puri and Rajan Haksar in supporting characters.

Album: Woh Din Yaad Karo

Song: Mohabbat Ki Kahaniya Sunane Lagi Hai


Lyrics

Mohabbat ki kahaniya
Sunane lagi hai jawaniya
(Mohabbat ki kahaniya
Sunane lagi hai jawaniya
Humare tumhare pyar pe
Khuda ki rahe meharbaniya) – (2)

(Ye kisse nigahe yaar ke
Ye dhadkan dile bekarar ke) – (2)
Ye subah tumhari yaad ki
Ye shame suhani bahar ki
Tumhari mohabbat me
Sanam mili hai hume ye nishaniya
Humare tumhare pyar pe
Khuda ki rahe meharbaniya
Mohabbat ki kahaniya

(Baharo ne aake nind se
Sabhi khoye arman jaga diye) – (2)
Dhadakta raha dil raat bhar
Hume wo fasane suna diye
Koi aur sun le baat ye
To kya kya na ho batgumaniya
Mohabbat ki kahaniya
Sunane lagi hai jawaniya
Mohabbat ki kahaniya

(Zamana na hum se chhin le
Ye daulat tumhare naam ki) – (2)
Nigaho se dekhe hum kabhi
Na surat judai ki sham ki
Rahe yu hamesha sath hum
Rahe na rahe zindganiya
Mohabbat ki kahaniya
Sunane lagi hai jawaniyan
Humare tumhare pyar pe
Khuda ki rahe meharbaniya
Mohabbat ki kahaniya