Woh Lamhe – So Jaoon Main Song Lyrics

Singer : Shreya Ghoshal
Music by : Roop Kumar Rathod
Female : So jaaoon main

Tum agar mere khwaabon mein aaon

Mere khwaabon mein aaon

Kho jaaoon main

Tum agar meri yaadon mein aaon

Meri yaadon mein aaon

Jaagi nazar mein soyi nazar mein

Har pal sanam tum jhilmilaaon
Female : So jaaoon main

Tum agar mere khwaabon mein aaon

Mere khwaabon mein aaon

Kho jaaoon main

Tum agar meri yaadon mein aaon

Meri yaadon mein aaon
Female : Meri khushi mein shaamil raho tum

Iss zindagi mein shaamil raho tum

Yun toh hai laakhon armaan dil mein

Mehfil mein jaan-e-mehfil raho tum

Hothon pe mere shaam savere

Yun hi sanam tum muskuraaon
Female : So jaaoon main

Tum agar mere khwaabon mein aaon

Mere khwaabon mein aaon

Kho jaaoon main

Tum agar meri yaadon mein aaon

Meri yaadon mein aaon
Female : Banke sitara aankhon mein chamko

In aati jaati saanson mein mehko

Bas jaaon aake tum meri jaan mein

Dil banke mere seene mein dhadko

Tum mujhko chaho baas mujhko chaho

Saare jahaan ko bhul jaaon
Female : So jaaoon main

Tum agar mere khwaabon mein aaon

Mere khwaabon mein aaon

Kho jaaoon main

Tum agar meri yaadon mein aaon

Meri yaadon mein aaon

Jaagi nazar mein soyi nazar mein

Har pal sanam tum jhilmilaaon
Female : So jaaoon main

Tum agar mere khwaabon mein aaon

Mere khwaabon mein aaon

Kho jaaoon main

Tum agar meri yaadon mein aaon

Meri yaadon mein aaon

Mere khwaabon mein aaon

Meri yaadon mein aaon

Hmm mm mm mm mmm…………