Woh Phir Aayegi – Kya Tan Kya Man Kya Jivan Song Lyrics

This Bollywood movie was released in the year 1988 and was directed by Mr B.R Ishara. The production of this horror flick was handled by Mr Jay Mehta and the star cast included Farha, Rajesh Khanna, Javed Jafferey, Asha Lata, Moon Moon Sen, Shekhar Suman, Archana Puran Singh and Viju Khote in lead roles.

Album: Woh Phir Aayegi

Song: Kya Tan Kya Man Kya Jivan


Lyrics

Ganga se bhi pawan hai
Sagar se bhi gehra hai
Sanso ka sangam ho jaye
Isliye ye pal thahra hai

(Kya tan kya man kya jivan – 2
Sab kuch karde samarpan
Aaja aaja aaja – 2) – (2)

(Sundarta se bhi tu sundar
Yauvan ka barpur samandar) – (2)
Jab jab dekhu tujhko jage
Man me koi akarsan
Aaja aaja aaja – 2
Kya tan kya man kya jivan – 2
Sab kuch karde samarpan
Aaja aaja aaja – 2

(Sari duri aaj mita de
Janam janam ki pyas bhuja de) – (2)
Mai jalti tapti chingari
Tu jal barsata sawan
Aaja aaja aaja – 2
Kya tan kya man kya jivan – 2
Sab kuch karde samarpan
Aaja aaja aaja – 2