Woodstock Villa – Yeh Pyaar Hai Song Lyrics

Woodstock Villa is a musical thriller featuring newcomer Sikander Kher and Neha Oberoi. The pairs are cast with Arbaaz Khan, Gulkshan Grover, Shakti Kapoor, Anupama Verma, and Boman Irani. The film was shot in Mumbai and Mauritius and released in 2008. Anu Malik composed the soundtracks which had some catchy tracks.

Album: Woodstock Villa

Song: Yeh Pyaar Hai


Lyrics

Chaand aadha saada saada, koyi ghum toh nahi
Tera waada koyi iraada, ghum se kam toh nahi
Haan yeh pyaar hai, yeh pyaar hai

Chaand aadha saada saada, koyi ghum toh nahi
Tera waada koyi iraada, ghum se kam toh nahi
Haan yeh pyaar hai, yeh pyaar hai – (2)

Chaand bhul ke rasta, teri galiyo mein aaya
Aur karke bahaana chhat pe woh muskuraaya
Chaandani mein sab nahaaye, bheege hum kyun nahi
Tera waada koyi iraada, ghum se kam toh nahi
Haan yeh pyaar hai, yeh pyaar hai – (2)

Ho sake toh khuda se do chaar dil aur le le
Tum na hoge tanaha hum na honge akele
Saath jile jindagi mein wakt kam toh nahi
Tera waada koyi iraada, ghum se kam toh nahi
Haan yeh pyaar hai, yeh pyaar hai
Yeh pyaar hai – (2)
Chaand aadha saada saada, koyi ghum toh nahi
Haan yeh pyaar hai, yeh pyaar hai – (2)