World Cupp 2011 – Surama Mohabbatwaala Song Lyrics

This movie has its base as sports; more precisely cricket. Its a crime film and debutante director Ravi Kapoor deals with underworld involvement and match fixing scandals in the movie. Starring Ravi Kapoor and the beautiful Manisha Chatterjee in the lead, the film also has Suresh Oberoi, Prem Chopra and Smita Jaykar in supporting roles.

Album: World Cupp 2011

Song: Surama Mohabbatwaala


Lyrics

Surama mohabbatwaala… surama… – (2)
Yeah habibi…. mar gaye re mar gaye
(Laakhon deewaane mar gaye re, mar gaye re, mar gaye
Kya kya humgaame kar gaye re, kar gaye re, kar gaye) – (2)
Laakhon deewaane mar gaye – (2)
Kya kya humgaame kar gaye – (2)
Akhiyan mein haay akhiyan mein
Akhiyan mein jabse maine daala surama mohabbat
Surama mohabbatwaala… – (4)
Habibi intahaya ki…..

Meri jawaani aisi deewaani – (2)
Karana chaahe sab beimaani
Aate jaate jab anjaane aankh kisi se lad gayi we
Baat rahi na mere bas mein bad gayi bad gayi re
Akhiyan mein haay akhiyan mein
Akhiyan mein jabse maine daala surama mohabbat
Surama mohabbatwaala… – (4)

Charcha hai mera saare sheher mein – (2)
Jalawa hai mera sabki najar mein
Lut gaye lut gaye aashiq saare, mere in muskaano pe
Kurbaan ho gaye, kurbaan ho gaye sab mere armaano pe
Akhiyan mein haay akhiyan mein
Akhiyan mein jabse maine daala surama mohabbat
Surama mohabbatwaala…