Yaara (Pankaj Udhas) – Yaara Teri Galiyon Mein Yaadein Huyi Aawaara Song Lyrics

This album by Mr Pankaj Udhas is considered as the turning point in the music industry. This is due to the fact that he is singing to the masterly compositions of Ustad Amjad Ali Khan, the legendary player of Sarod for the first instance. The album has a rare amalgam of songs representing love presented in contemporary fashion. The album reflects the genius of both the composer and the singer.

Album: Yaara (Pankaj Udhas)

Song: Yaara Teri Galiyon Mein Yaadein Huyi Aawaara


Lyrics

Yaara teri galiyon mein yaadein huyi aawaara – (2)
Rag rag behati aankhein, dar dar behaki yaadein – (2)
Soyi soyi har gali se uth rahi hai sard saansein, bheegi raatein
Yaara inhi raahon pe tha dil kisi ne haara
Yaara teri galiyon mein yaadein huyi aawaara

Teri gali mein yaara kabse bhatak raha hoon
Tu chilmano ke pichche main bepard jal raha hoon
Hai dar badar fakiri – 2, tera hoon bas tera hoon
Leke yahin tamanna ji ji ke mar raha hoon
Chhuti chhuti jaaye raahi, ruthi ruthi si sadaayein – (2)
Uss athariya, tera manjar ek leher si uth rahi hai dil ke andar
Yaara tere kuche mein tuta hai koyi taara
Yaara teri galiyon mein yaadein huyi aawaara
Ho tere nooraan da dil wich ho gaya dera – (2)
Ve main kamaliyaan – 4 hoya saara dur andhera
Tere nooraan da dil wich ho gaya dera
Maangu khuda se abb kya, ik shab wasal ki paayi
Kaisi kathin thi raahein, kitne thake the raahi
Sehra mein thi aawaazein -2, dekhi na par dikhaayi
Dariya mein uthati mauje maujon se aashinaayi
Sehra sehra teri aahat, dariya dariya teri chaahat – (2)
Baadlon ka chup se aana baras jaan kya haqiqat, kya fasaana
Yaara inhi ramjo mein paaya tera najaara
Yaara teri galiyon mein yaadein huyi aawaara
Rag rag behati aankhein, dar dar behaki yaadein – (2)
Soyi soyi har gali se uth rahi hai sard saansein, bheegi raatein
Yaara inhi raahon pe tha dil kisi ne haara
Yaara teri galiyon mein yaadein huyi aawaara
Yaara yaara…… (yaara teri gali mein paaya tera najaara)
Paaya tera najaara, yaara teri gali mein, yaara yaara mere…..