Yamla Pagla Deewana – Tinku Jiya Song Lyrics

After ‘Apne’, the Deol team is back to showcase its second pair-up in Yamla Pagla Deewana, a comedy drama portion. Here, a wedded Canadian journeys back to India to get together with his family, involving an alienated father and a playful brother. The film is directed by Samir Karnik.

Album: Yamla Pagla Deewana

Song: Tinku Jiya


Lyrics

O lai gai o le lo baakhri, dilon ki saakhri
Sun teri le zin, varna tu jhim jhim
Palati chalti jaaye, dil kare haye haye
Jawaan kar dil chali kyun, kar ke tu bye bye
Garam garam tu jali jali, meri patakha kahan chali – 2

(Pal pal na mane tinku jiya, haan tinku jiya
Isak ka manjan ghisey hai piya) – 2
Sar pe masti chadhi main deewaana ho gaya
Jawaani ka mehnga khazaana ho gaya
Kaali aankhon se kitna hungama ho gaya
Jab jab dekhe tujhe tinku jiya, tinku jiya
Isak ka engine jalaye jiya
Pal pal na mane tinku jiya, haan tinku jiya
Isak ka manjan ghisey hai piya
Haye o cham cham, paaon mein tham tham
Dhadakta jaaye dil, dhana dhan dham dham
Arrey o chikni, arrey o item
Arrey o beautiful, main bhi hun handsome

(Tinku hamara cinema ka deewana
Zor zor se gaye gana, zor zor se gaaye gana) – 2
Aisi villan jaisi batein na kar
Ban ja heroin dhadka de jiya

Joban pe dala hai tala piya, haan tala piya
Isak ka manjan ghisey hai piya
Pal pal na mane tinku jiya, haan tinku jiya
Isak ka manjan ghisey hai piya

Teekhi nazar aur qaatil adaayein
Saanjh dale kunne mein bulayein, saanjh dale kunne mein bulayein
Haan teekhi nazar aur qaatil adaayein
Saanjh dale kunne mein bulayein, saanjh dale kunne mein bulayein
Kunne mein ik baar aa kar toh dekh
Chilla ke bole gi, love you piya

Gappon ki baandhe tu kyun puliya, tu kyun puliya
Isak ka manjan ghisey hai piya
Pal pal na mane tinku jiya, haan tinku jiya
Isak ka manjan ghisey hai piya
Ho sar pe masti chadhi, main deewana ho gaya
Jawani ka mehnga khazana ho gaya
Kaali aankhon se kitna hungama ho gaya

Jab jab dekhe tujhe tinku jiya, tinku jiya
Isak ka engine jalaye jiya
Pal pal na mane tinku jiya, haan tinku jiya
Isak ka manjan ghisey hai piya
Joban pe daala hai taala piya, haan taala piya
Isak ka manjan ghisey hai piya