YMI – Yeh Mera India – More Naina Tum Sang Laage Song Lyrics

This Bollywood movie released in the year 2009 and was directed and written by Mr N.Chandra. The star cat for the film is inclusive of Perizaad Zorabian, Anupam Kher, Purab Kohli, Sarika, Seema Biswas and Rajpal Yadav in pivotal roles. The music composition for the songs of the film is done by Siddharth, Kavita Seth and Suhas.

Album: YMI – Yeh Mera India

Song: More Naina Tum Sang Laage


Lyrics

Kabhi unn madbhari aankhon se piya tha ik jaam
Aaj tak hosh nahi hosh nahi hosh nahi
Naina naina tore naina naina, naina naina tore naina – (2)
More naina tum sang laage – (2)
More naina, more naina, more naina, more naina
More naina tum sang laage – (2)
Naina naina tore naina naina, naina naina tore naina – (2)
Maja aa raha hai dilbar ki dillagi mein
Najarein bhi hami pe parada bhi hami se
Yeh do naina bade hi deewaane, yeh do naina haay ri
Yeh do naina bade hi deewaane, bade matwaare bade hi sayaane
More naina naina, (more naina tum sang laage -2)
More naina, more naina, more naina, more naina
More naina tum sang laage – (2)

(Aankhon se aankhein chaar huyi
Kuchh maine kahaan kuchh usane kahaan) – (2)
Chup rehane se kya hota hai, abb raaj chhupaana mushkil hai
Tere naino mo pe jaadu kiya, jaadu kiya mera jiya le liya
Tere naino ne haay ri
Maare janam maran ko saathi thaare nahi bisaru din raati – (2)
Bin dekhe aa nahi chain palat hai, jaanat mori jaati
Unchi chadh chadh panth nihaaru rowe akhiya raati
Haan haan rowe akhiya raati
Tere naino mo pe jaadu kiya, jaadu kiya mera jiya le liya
(Sargam)
Tere naino mo pe jaadu kiya, jaadu kiya mera jiya le liya
Tere naino ke ajab ishaare – (3)
More naina tum sang laage – (2)
More naina, more naina, more naina, more naina
More naina tum sang laage – (2)
Naina naina tore naina naina, naina naina tore naina….