ZERO – Tanha Hua Song Lyrics

Tanha Hua Lyrics – ZERO: The song is sung by Jyoti Nooran, Rahat Fateh Ali Khan, Altamash Faridi, Shadab Faridi and composed by Ajay-Atul. The “Tanha Hua Lyrics” are written by Irshad Kamil. It song is from Aanand L Rai’s direted feature film ZERO starring Shahrukh Khan, Anushka Sharma and Katrina Kaif.


Rabba duhaiyan
Roothi parchaiyan
Jaane anjaane… Main baar baar tanha
Main roz roz tanha
Main beshumar tanha hua (x2) Aankh mein nahi hai dekho
Qatra koi bhi uska
Haa…
Auron ka toh hona kya tha
Apna bhi main na ho saka
Aa…
Dil ki gehraiyaa
Pooche sacchaiyan
Jaane anjaane… Main baar baar tanha
Main roz roz tanha
Main beshumar tanha hua (x2) Duniya ka mela dekhun
Khudko akela dekhun
Dil albela dekhun ghamzada (x2) Dekh le ae dil bewafa
Chahaton mein karke wafa Yaadon se paa lunga main
Apna bana lunga main
Jaan gawa lunga main iss dafa (x2) Meri agwaiyan karti ruswaiya
Jaane anjaane… Main yaar yaar kehna
Main yaar yaar kehna
Ohde naal naal rehna sadaa (x2) Main baar baar tanha
Main roz roz tanha
Main beshumar tanha hua (x4)


Singer: Jyoti Nooran, Rahat Fateh Ali Khan, Altamash Faridi, Shadab Faridi

Lyricist: Irshad Kamil

Music: Ajay-Atul