Zindagi Na Milegi Dobara – Sooraj Ki Bahoon Mein Song Lyrics

Music By : Shakar Ehsaan Loy
Singers : D Cerejo, Clinton Cerejo, Loy Mendonsa
Male & Female : Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi

Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni

Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi

Male : Jo bhi badali dil ki taal hai, ahaa..

Yunhi hi aaya ek khayal hai, ahaa..

Paate hum hai zindagi ik baar

Kyun na kare khulke hum isko pyaar

Jaane kiska hai hamein intezar

Ke zindagi yehi hai aur yehi

Jo bhi kal tak bus aarzo, ahaa

Woh hi paa gaye hain main aur tu, ahaa..
Male : Thaame hum haathon mein yunhi haath

Shehar bhar mein ghoomenge saath saath

Saare saare din saari saari raat

Baras rahi hai ik khushi har kahin
Male & Female : Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi

Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni

Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi

Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni
Male : Naye naye sapne jo bunn sakey

Ussi zindagi ko kahoon zindagi

Naye naye rasste jo chun sakein

Ussi zindagi ko kahoon zindagi

Har pal machalti ho jhoom ke chalti ho woh hai zindagi
Male & Female : Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi

Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni

Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi

Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni
Male & Female : Paate hum hai zindagi ek baar

Kyun na kare khulke hum isko pyar

Jaane kiska hai hamein intezar

Ke zindagi yehi hai aur yehi

Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi

Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni

Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi

Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni

Sooraj ki, ab hai yeh